Apne Haathon Se Saja Aur Mujhe Sandal Kar DeApne haathon se saja aur mujhe sandal kar deDil ki basti mein ajab pyaar ki hulchal kar de
Samraj Ko Dost Hamare Dushman HainSamraj ko dost hamare dushman hainInhi se aansu aahen aangan aangan hainInhi se qatal-e-aam hua aashaon kaInhi se veeran umeedon ka gulshan hai
Sina Hai Ek Yaas Ka Sahra Liye HueSina hai ek yaas ka sahra liye hueDil rang-e-gulsitan-e-tamanna liye hue
Bhanp Hi Lenge Ishara Sar-e-Mehfil Jo KiyaBhanp hi lenge ishara sar-e-mehfil jo kiyaTadne wale qayamat ki nazar rakhte hain
Daag Itraye Hue Phirte Hain AajDaag itraye hue phirte hain aajShayad unki aabru hone lagiItraye: flaunt, struAabru: respec