Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai MeinYaad karte hai tumhe tanhai meinDil dooba hai gam ki gehraai meinHume mat dhundna duniya ki bhid mein aye dostHum milenge tumhe tumhari hi parchai mein!
Mehfil Mein Kuch To Sunaana Padta HaiMehfil mein kuch to sunaana padta haiApna gham bhul ke muskuraana padtaa haiKabhi hum bhi unke dost hua karte theAb ye humein unhe yaad dilaana padtaa hai!
Mere Kuch Dost Mujhe Yoon Bhi Sataane AayeMere kuch dost mujhe yoon bhi sataane aayeKhud mujhe mera hi afsaana sunaane aayeDin ke dhalte hue lamhon ki kiran wo lekarMere tareek-e-muqaddar ko jagaane aaye
Dost Ho Kar Bhi Mahino Nahi Miltaa MujhseDost ho kar bhi mahino nahi miltaa mujhseUss se kehna ke kabhi zakhm lagaane aaye
Mere Bigre Hue Kaamon Ko Banaya Tu NeMere bigre hue kaamon ko banaya tu neBojh jo mujh se na utha woh uthaya tu ne
Chahoon To Ab Bhi Janibe-Manzil Palat ChaluChahoon to ab bhi janibe-manzil palat chaluGumraah is liye hun ki rahbar khafha na hoTranslationJanibe-manzil: towards the destination