Yeh Na Thi Hamari Kismat Ki Visaal-e-Yaar HotaYeh na thi hamari kismat ki visaal-e-yaar hotaAgar aur jeete rehte yahi intezar hotaTere vaade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaanaKi khushi se mar na jaate agar aitbar hotaTranslationIt was never in my fate to be united with my belovedIf i had lived any longer, it would be nothing but more waitingWaiting with those promises that i know to be falsitiesHad i belief in them, i would have died of joy
Yun Palke Bicha Kar Tera Intezar Karte HainYun palke bicha kar tera intezar karte hainYeh wo gunah hai jo hum baar baar karte hainJalakar hasrat kee raah par chirag arzoo keHum subah aur sham tere milne ka intezar karte hain
Dil Kee Baatein Bata Deti Hain AankheinDil kee baatein bata deti hain aankheinDhadkano ko jaga deti hain aankheinDil pe chalta nahi jadu chehron ka kabhiDil ko tu deewana bana deti hain aankhein
Intezaar To Bahut Tha HumeinIntezaar to bahut tha humeinLekin aaye na woh kabhiHum to bin bulaaye hi aa jaateAgar hota unhe bhi intezaar kabhi
Koi Hai Jiska Is Dil Ko Intezar HaiKoi hai jiska is dil ko intezar haiKhyalon mein ab to bas usi ka khayal haiKhushiyan main is jahan kee saari us par luta duKab aayega wo jiska is dil ko intezar hai
Najane Kab Tak Ye Aankhein Uska Intezar KarengiNajane kab tak ye aankhein uska intezar karengiUski yaad mein kab tak khud ko bekarar karengiUse to ehsaas tak nahi is mohabbat ka yaaroKab tak ye dhadkane uska aitbaar karengi