Marne Ke Baad Bhi Meri Aankhein Khuli RahinMarne ke baad bhi meri aankhein khuli rahinAadat jo parr gayi thi tere intezar ki
Na Jaane Kab Wo Haseen Raat HogiNa jaane kab wo haseen raat hogiJab unki nigahein hamari nigahon ke saath hogiBaithe hain hum uss raat ke intezaar meinJab unke hontho kee surkhiyan hamare hontho ke saath hogi
Marne Ke Baad Bhi Meri Aankhein Khuli RahinMarne ke baad bhi meri aankhein khuli rahinAadat jo parr gayi thi tere intzaar kee
Anjaan Ek Saathi Ka Iss Dil Ko Intzaar HainAnjaan ek saathi ka iss dil ko intzaar hainPyasi hain ye aankhen aur dil bekarar hainUnke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegiShayad issi anokhe ehsaas ka naam pyaar hai
Achha Hai Dil Ke Saath Rahe Paasbaan-e-AklAchha hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aklLekin kabhi-kbhi ise tanha bhi chhod de
Raat To Waqt Ki Paaband Hai Dhal JaayegiRaat to waqt ki paaband hai dhal jaayegiDekhna yeh hai charaagon ka safar kitna haiPaaband: restricte