Najane Kab Ka Pahunch Bhi Chuka Sar-e-ManzilNajane kab ka pahunch bhi chuka sar-e-manzilWo shakhs jis ka humein intazar raah mein hai
Wafaa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtiyaar Karna HaiWafaa mein ab yeh hunar ikhtiyaar karna haiWoh sach kahe na kahe aitbaar karna haiYeh tujh ko jaagte rehne ka shauq kab se huaMujhe to khair tera intezaar karna hai
Qaasid Ke Aatae Aatae Khat Ik Aur Likh RakhoonQaasid ke aatae aatae khat ik aur likh rakhoonMain janta hun jo woh likhen ge jawaab mein
Mohabbat Ka Imtihan Aasan NahiMohabbat ka imtihan aasan nahiPyar sirf pane ka naam nahiMuddatein beet jati hain kisi ke intezar meinYe sirf pal-do-pal ka kaam nahi
Thak Thak Ke Band Hote Hain Chasme IntezarThak thak ke band hote hain chasme intezarAata hai sab ko khyal tumhare khyal se
Pyaar Bahut Hai Tumse Magar Izhaar Nahi KartePyaar bahut hai tumse magar izhaar nahi karteMeri khamoshi se yeh na samjhna ki tumse pyaar nahi karteMeri aankhein to har lamha tumhari raah dekhti hainAur tum kehti ho hum intezar nahi karte