Khamosh Chehron Par Hazaron Pehre Hote HainKhamosh chehron par hazaron pehre hote hainHansti aankhon mein bhi zakham gehre hote hainJinse aksar rooth jate hain humUnse hi rishte zyada gehre hote hain
Har Ek Aankh Mein Hoti Hai Muntazir Koi AankhHar ek aankh mein hoti hai muntazir koi aankhHar ek dil mein kahin kuch jagah nikalti hai
Kaun Sa Zakhm Tha Jo Taaza Na ThaKaun sa zakhm tha jo taaza na thaItna gham milega andaza na thaAap ki jheel si aankhon ka kya kasoorDoobne wale ko hi gehrai ka andaza na tha
Apne Haseen Hontho Ko Kisi Parde Mein Chipa Liya KaroApne haseen hontho ko kisi parde mein chipa liya karoHum zara gustakh log hain, nazron se chum liya karte hain
Haathon Mein Ulfat Ka Naam Hota HaiHaathon mein ulfat ka naam hota haiAankhon mein chalkta jaam hota haiKhanjar kee jarurat hai yahan kiseYahan nazron se qatal-e-aam hota hai