Khulte Hain Mujh Pe Raaz Kayi Iss Jahan KeKhulte hain mujh pe raaz kayi iss jahan keUski haseen aankhon mein jab jhankta hun main
Kis Kadar Masoom Sa Chehra Tha Uss Ka GhalibKis kadar masoom sa chehra tha uss ka ghalibDheere se jaan keh kar bejaan kar gaya
Ek Toh Husn Bala Us Pe Banawat AafatEk toh husn bala us pe banawat aafatGhar bigdenge hazaron ke sanwarne wale
Bhanp Hi Lenge Ishara Sar-e-Mehfil Jo KiyaBhanp hi lenge ishara sar-e-mehfil jo kiya;Taadne wale qayamat ki nazar rakhte hain
Gulaab Aankhein Sharab AankheinGulaab aankhein sharab aankheinYahi to hai lajawab aankheinInhi mein ulfat inhi mein nafrat,Sawal aankhein jawaab aankhein!
Gulon Ko Chum Kar Aayi Saba Si Lagti ThiGulon ko chum kar aayi saba si lagti thiThi ik nazar pe moattar hawa si lagti thi*moattar - perfumed, fragran