Tum Phir Usi Ada Se Angdayi Le Ke Hans DoTum phir usi ada se angdayi le ke hans doAa jayega palat kar guzra hua zamana
Hasrat Hai Sirf Humein Tumhe Paane KeeHasrat hai sirf humein tumhe paane keeAur koi khawahish ab nahi is deewane keeShikwa humein tumse nahi khuda se haiKya zarurat thi tumhe itna khoobsurat banane kee
Aise Chhupne Se Na Chhupna Hi Tha Behtar TeraAise chhupne se na chhupna hi tha behtar teraTu hai parde mein magar zikr hai ghar ghar tera
Fizao Ka Mausam Jaane Ke Baad Baharo Ka Mausam AayaFizao ka mausam jaane ke baad baharo ka mausam aayaGulab se gulab ka rang tere gaalon par aayaTere naino ne kaali ghata ka jab kajal lagayaJawani jo tum par aayi to nasha meri aankhon mein aaya
Chand Sa Tera Masoom Chehra Tu Haya Kee Ek Murat HaiChand sa tera masoom chehra tu haya kee ek murat haiTujhe dekh ke kaliyan bhi sharmaye tu itni khoobsurat hai
Zindagi Bahut Khoobsurat Hai Sab Kehte HainZindagi bahut khoobsurat hai sab kehte hainJis din tujhe dekha yakeen aa geya