Inhin Pattharon Pe Chal Kar Agar Aa Sako To AaoInhin pattharon pe chal kar agar aa sako to aaoMere ghar ke raste mein koi kahkashan nahin hai
Dekhen Qareeb Se Bhi To Achcha Dikhai DeDekhen qareeb se bhi to achcha dikhai deIk aadmi to shehar mein aisa dikhai de
Mud Ke Dekha To Humein Chhod Ke Jaati Thi HayatMud ke dekha to humein chhod ke jaati thi hayatHum ne jaana tha koi bojh gira hai sar se
Woh Samjhte Hain Ki Har Shakhs Badal Jata HaiWoh samjhte hain ki har shakhs badal jata haiUnhein lagta hai ki zamana unke jaisa hai
Dhund Mein Doobi Saari Faza Thi Us Ke Baal Bhi Geele TheDhund mein doobi saari faza thi us ke baal bhi geele theJis ki ankhen jheelon jaisi jis ke honth raseele the
Kise Batayein Ki Zad-e-Safar Gaya Kab KaKise batayein ki zad-e-safar gaya kab kaRaha hi kya hai gham-e-motabar gaya kab ka