Zara Chup-Chap Toh Baitho Ki Dum Aaram Se NikleZara chup-chap toh baitho ki dum aaram se nikleIdhar hum hichki lete hain udhar tum rone lagte ho
Ek Tarz-e-Taghaful Hai So Wo Un Ko MubarakEk tarz-e-taghaful hai so wo un ko mubarakEk arz-e-tamanna hai so hum karte rahenge*tarz-e-taghaful: style of ignoranc
Us Ke Dushman Hain Bahut Aadmi Achchha HogaUs ke dushman hain bahut aadmi achchha hogaWo bhi meri hi tarah shahar mein tanha hoga
Gair Ke Saath Kabhi Zikar Hamara Na KareinGair ke saath kabhi zikar hamara na kareinHum ko badnaam karen ishq ko ruswa na kareinDil ye kehta hai muqaddar hai pareshan rehnaAkal kehti hai ki hum zulf ka sauda na karein
Raat Ko Jeet To Paata Nahi Lekin Ye CharagRaat ko jeet to paata nahi lekin ye charagKam se kam raat ka nuksaan bahut karta hai
Koi Kyon Kisi Ka Lubhaye Dil Koi Kya Kisi Se Lagaye DilKoi kyon kisi ka lubhaye dil koi kya kisi se lagaye dilWo jo behte the dawa-e-dil wo dukan apni badha gaye