Doston Se Iss Qadar Sadme Uthaaye Jaan ParDoston se iss qadar sadme uthaaye jaan parDil se dushman ki dushmani ka gilaa jata raha
Taaza Mangein Hain Fasaane Hum SeTaaza mangein hain fasaane hum seJab milein hain dost puraane hum se
Dosti Mein Dooriyan To Aati Rehti HainDosti mein dooriyan to aati rehti hainPhir bhi dosti dilon ko mila deti haiWoh dost hi kya jo naraz na hoPar sachhi dosti doston ko mana leti hai
Manzilon Se Apni Darr Na JanaManzilon se apni darr na janaRaaste kee preshaniyon se toot na janaJab bhi zarurat ho zindagi mein kisi apne keeHum aapke apne hain ye bhool na jana
Bahut Kuch KhoyaBahut kuch khoya, bahut kuch payaKasam se zindagi ne bahut hasaya, bahut hi rulayaPar shikwa nahi zindagi se humein koiKyonki issi ne kuch haseen dosto se bii milaya
Ai Dost Humne Tark-E-Mohabbat Ke BawajudAi dost humne tark-e-mohabbat ke bawajudMehsoos ki hai teri zarurat kabhi kabhi