Kaisa Sitam Hai Apka YeKaisa sitam hai apka ye, ke rone bhi nahi deteKareeb aate nahi aur khud se juda hone bhi nahi dete
Jab Kabhi Dil Ko Wo Rihayi DegaJab kabhi dil ko wo rihayi degaMere ander koi tufan sunayi degaUs se milte hi yeh ehsas hua thaMujhko yahi wo shakhs hai jo lambi judai dega
Koi Deewana Kehta Hai Koi Pagal Samajhta HaiKoi deewana kehta hai koi pagal samajhta haiMagar dharti ki bechani ko bus badal samajhta haiMein tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi haiYeh tera dil samajhta hai ya mera dil samajhta hai
Ik Khel Hai Aurag-e-SulemaanIk khel hai aurag-e-sulemaan, mere nazdeekIk baat hai ajaaz-e-maseeha mere aage
Tujhse Door Ab Hum Jaa Nahi SakteTujhse door ab hum jaa nahi sakteTujhse pyar kitna hai ye hum bataa nahi sakteHumhe maloom hai ye zindagi chaar din ki hai lekinTere bina ye chaar din hum bita nahi sakte
Na Ruthna Humse Hum Mar JayengeNa ruthna humse hum mar jayengeDil ki duniya tabaah kar jayengePyar kiya he humne koi mazak nahiDil ki dhadkan tere naam kr jayenge