Hum Bhi Maujud The Taqdeer Ke Darwaaze ParHum bhi maujud the taqdeer ke darwaaze parLog daulat par gire aur humne tujhe maang liya
Aaj Kisi Ki Dua Ki Kami HaiAaj kisi ki dua ki kami haiTabhi to humari aankhon mein nami haiKoi to hai jo bhol gaya hai humainPar hamare dil mein unki jagah ab bhi wahin hai
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Sara Jahaan MujhkoUski aankhon mein nazar aata hai sara jahaan mujhkoAfsos ki un aakhnon mein kabhi khud ko nahi dekha
Dil Ke Dard Ko Dil Todne Wala Kya JaneDil ke dard ko dil todne wala kya janePyaar ki rasmon ko yeh zamane wale kya janeHoti hai kitni takleef qabar ke neecheYeh upar se phool charane wale kya jane
Us Ke Daaman Mein Bhee Zakhmon Ke Siwa Kuch Na MilaUs ke daaman mein bhee zakhmon ke siwa kuch na milaHumne jis shaqs ko samjha tha maseeha sabkaZakhm: wounDaaman: lower portion of a shirt or a coaMaseeha: saviou
Jab Lafz Thak Gaye To Phir Aankhon Ne Baat KeeJab lafz thak gaye to phir aankhon ne baat keeJo baatein aankhein na keh saki woh phir ashkon se bayaan hui