Hum Hain Sookhe Hue Talaab Pe Baithe Hue HansHum hain sookhe hue talaab pe baithe hue hansJo taalluq ko nibhate hue mar jaate hain*taalluq: relatio
Khoon Mera Jis Se Hua Hai Khanjar-e-Ahbab HaiKhoon mera jis se hua hai khanjar-e-ahbab haiYe haqeeqat hai magar lagta hai jaise khwab haiIs liye mujh sa numayan ho geya be-bal-o-parJis jagah main hun vahan har aadmi surkhab hai*be-bal-o-par:helples
Umar Bhar Milne Nahi Deti Hain Ab To RanjisheinUmar bhar milne nahi deti hain ab to ranjisheinWaqt hum se rooth jane ki ada tak le gay
Nahi Ilaj-e-Gham-e-Hijr-e-Yaar Kya KijiyeNahi ilaj-e-gham-e-hijr-e-yaar kya kijiyeTadap raha hai dil-e-be-qarar kya kijiye
Zubaan KhamoshZubaan khamosh, aankhon mei nami hogiYahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogiBharne ko to har zakham bhar jayegaKaise bharegi wo jagah jahan teri kami hogi
Jis Ahd Mein Lut Jaye Faqeeron Ki KamaiJis ahd mein lut jaye faqeeron ki kamaiUs ahd ke sultan se kuch bhool hui haiAi adam ke musafiro hoshiyarRaah mein zindagi khadi hogi