Dur rahkar mujhse waqt bitaya na karoDur rahkar mujhse waqt bitaya na karBahut rula chuke ab aur rulaya na karDiwana hoon main tera, pagal nahi hoon koMujhe marne ko pathar uthaya na karChale aao khuli hai dil ki khidki tere liyDarwaja kisi aur ka khatkhataya na karBhikhari hoon pyar ka main koi tamasha nahHans-hans ke yun taliya bajaya na karDil to kho diya hai, meri jan bhi chali jayegPyar ko mere iss tarah thukraya na karo
Yaadon mein hamari aap bhi khoye hongeYaadon mein hamari aap bhi khoye hongeKhuli aankhon se kabhi aap bhi roye hongeMana hasna hai ada gam chupane kiPar hanste hanste kabhi aap bhi roye honge
Khuda salamat rakhe unko Khuda salamat rakhe unkoJo hamse nafrat karte hai,Pyaar na sahi nafrat hi sahi kuch to haJo wo sirf hamse karte hai
Yeh dekha hai humne khud ko aajmakarYeh dekha hai humne khud ko aajmakar,Dhoka dete hain log karib aa kar,Kehti hai duniya par dil nahi manta,Ke chod jaoge tum bhi ek din apna banakar
Jaane kya mujhse zamana chahta haiJaane kya mujhse zamana chahta haiMera dil todkar mujhe hi hansana chahta hai,Jaane kya baat jhalakti hai mere chahre seHar shaks mujhe aajmana chahta hai
न जाने कहाँ गुज़रता हैन जाने कहाँ गुज़रता है, अब वक़्त उनकाजिनके लिए कभी हम वक़्त से भी ज़्यादा कीमती थे.