Yeh Kis Muqaam Pe Thehra Hai Kaarwan-e-WafaYeh kis muqaam pe thehra hai kaarwan-e-wafaNa roshni ki kiran hai kahin na taaza hawa
Jo Log Maut Ko Zaalim Qarar Dete HainJo log maut ko zaalim qarar dete hainKhuda milaye unhein zindagi ke maaron se
Kah Raha Hai Shor-e-dariya Se Samundar Ka SukutKah raha hai shor-e-dariya se samundar ka sukutJis ka jitna zarf hai utna hi vo khamosh hai* sukut - silenc* zarf - vase, capabilit
Kise Apna Banayein Koi Is Qabil Nahi MiltaKise apna banayein koi is qabil nahi miltaYahan patthar nahut milte hain lekin dil nahi milta
Mehfil Se Uthane Ke Saza-Var Humin TheMehfil se uthane ke saza-var humin theSab phool tere baag the ik khaar humin the
Ye Baat Ab Ke Use Batana Nahi PadegiYe baat ab ke use batana nahi padegiGhazal ko harghiz ghazal sunana nahi paḍegi