Ahbab Ko De Raha Hun DhokhaAhbab ko de raha hun dhokhaChehre pe khushi saja raha hun*ahbab: friends, lovers, dear one
Tumhein Aansoo Bahane Ko Bhi Mil Jaayen Kai KandheTumhein aansoo bahane ko bhi mil jaayen kai kandheMagar mujh ko aziyyat mein pareshan kaun dekhega
Ja Baithe Nadi Kinare Raat Aur MainJa baithe nadi kinare raat aur mainDonon ik duje ke sahare raat aur main
Hamare Haath Se Wo Bhi Nikal Gaya AakhirHamare haath se wo bhi nikal gaya aakhirKi jis khayal mein hum muddaton se khoye the
Main Na Kehti Thi Udaasi Ke Siwa Kuch Bhi NahiMain na kehti thi udaasi ke siwa kuch bhi nahiAap ne dekha mera veeran ghar kaisa laga
Ibtida Wo Thi Ki Jeena Tha Mohabbat Mein MuhalIbtida wo thi ki jeena tha mohabbat mein muhalInteha ye hai ki ab marna bhi mushkil ho gaya*ibtidaa: beginning/starting/origi