Ek Khwahish Hai Bas Zamane KiEk khwahish hai bas zamane kiTeri aankhon mein doob jaane kiSaath jab tum nibha nahi paateKya zaroorat thi dil lagane ki
Aaj Bhi Shayad Koi Phulon Ka Tohfa Bhej DeAaj bhi shayad koi phulon ka tohfa bhej deTitliyan mandla rahi hain kanch ke gul-dan par
Sabhi Tarah Se Taaruf To Ho Gaya UnkaSabhi tarah se taaruf to ho gaya unkaRahi hai ab to mulaqaat ru-ba-ru baakiJo bheed bikhre to dekhun talab ye kaisi haiDayar-e-ghair mein hai kis ki justuju baaki
Aaj Bhi Shayad Koi Phulon Ka Tohfa Bhej DeAaj bhi shayad koi phulon ka tohfa bhej deTitliyan mandla rahi hain kanch ke gul-dan par