Funny but true thought:- in the past, nobogy had a watch but everyone had time. now everyone has a watch but nobody has time.:)
Khusi unhe nhi milti, jo zndgi ko apni srto pe jite h. khusi to unhe milti h, jo dusre ki khusi ke liye apne zndagi ke mayne badal dete h.
Kharid sakte unhe to apni jaan bechkar b kharid late, par afsos ye hain ki kuch log "kimat" se nai "kismat" se milte hain...
Kyu sochte ho ki kuch bhi acha nahi hota, such to ye h ki jaisa chaho vaisa nahi hota koi apka sath de na de par kabhi gum na karna khud se bada duniya me koi humsafar nai hota.
Mera wajood nahi kisi talwaar aur taj ka mohtaaz qki hum apne hunar aur honton ki hassi se logon ke dilo pe raaj karte hain..
"agar aap kisi ko bohat jyada chaho...." aur woh aap ko''chood''jaye...".. "aur aap ki ankhon se aansoo nikal aayen...." "to aansoo ko is yaqeen se saaf kar lena ke...." "zindagi ke kisi pal wo apko yaad kar ke..." "wo aap se jyada roye ga...."
Mushkilo mein bhaag jaana asaan hota hai, har pehlu zindigi ka imtihaan hota hai, darne wale ko kuch nahi milta zindigi mein, aur ladne walo ke kadmo mein jahaan hota hai.
Chhoti si hai zindagi hans ke jiyo, bhula ke gam saare sar utha ke jiyo, udasi me kya rakha hai muskura ke jiyo, apne liye na sahi apno ke liye jiyo.
My thought. . yadi tum apni muskan ke khud malik ho . to, . duniya ka koi bhi insan, tumhe nahi rula sakta hai.
"taqdeere badal jaati hai, jab zindagi ka koi maqsad ho. warna. zindagi kat hi jaati hai, taqdeer ko ilzaam dete dete.!
Best line: "behtreen insaan apni mithi jubaan se hee jana jata hai.. warna achhi batein to deewaro par bhi likhi hoti hai..