Where the mind is without fearAnd the head is held high;Where knowledge is free;Where the world has not beenBroken up into fragments byNarrow domestic walls;Where words come out from the depth of truth;Where tireless striving stretchesIt's arms towards perfection;Where the clear stream of reasonHas not lost its way into the drearyDesert sand of dead habit;Where the mind is lead forward by theeInto ever-widening thought and action-Into that heaven of freedom, My father, let my country awake.Happy republic day.
Takatver bahut hai yah ganatantra.Badal deta hai yah rajya tantra.Kamjor nahin shaktishali hai yah,Hai satta parivertan ka sahaj yah manatra.Samvidhan deta hai sabako haq jeene ka.Avaser shashan hetu sath mahine ka.Janata bithati hai sir ankhon per lekin ,Badale men chahati hai shahan karine ka.Gantantra divas per sabhi ko garv hai.Desh ka yah sarvottam parv hai.Saman adhikar deta hai nagarikon ko,Khuli hava khuli ankhon ka ye swarg hai…
Ahle-e-vatan agarche humein bhool jaayenge,Ahal-e-vatan ko humse bhulaya na jaayega…Zulmo-sitam se tang naa aayenge hum kabhi,Humse sare-niyaaz jhukaya na jaayega…Isse ziyada aur sitam kya karenge vo,Isse ziyada unse sataya na jaayega…Yeh sach hai, maut humko mita degi dahar se,Lekin hamara naam mitaya na jaayega…Hum zindagi se rooth ke baithe hain jail mein,Ab zindagi se humko manaya na jayega…Humne lagayi aag hai jo inqalaab ki,Is aag ko kisi se bujhaya na jaayega…Yaron! hai ab bhi waqt humein dekh-bhaal lo,Phir kuch pata hamara lagaya na jaayega…Ai maut! jald aa ki tera intezaar hai,Ab humse baare-jeest uthaya na jaayega…Aazaad hum kara na sake apne mulq ko,‘khanjar’ yeh muh khuda ko dikhaya na jaayega…
Our country will remain the land of the free only So long as it is the home of the brave.Happy republic day.
A nation’s strength ultimately consists in What it can do on its own, And not in what it can borrow from others.Happy republic day.
The tricolor gives the messages of peace humanity & prosperity Very warm greetings on this republic day.Happy republic day.
A man’s feet must be planted in his country, But his eyes should survey the world.Happy republic day.
Chhadh gaye jo hasker suli..Khai jinhone sine per goli..Hum unko parnaam karte hain,Jo mit gaye dekh per..Hum unko salaam karte hain.
Watane mahobbat main meri jaan ham kurbaan ho jaaye, aye mere watan tujh par meri jaan fanaah ho jaaye.
Tairana hai to samander ki laharon me tairo, kinaron me kya rakkha hai, mohabbat karana hai to pahle watan se karo, ladkiyon me kya rakkha hai.
Jisse khud ka tan ho ghayal, main aise bhi teer chalaun kyun? jab badan numaesh hai faishon, to ghar mein parde latkau kyun? en bhukho nango ki duniya mein, mein bhi vikshit kahlau kyun? jab izzat hi lute maa bahino ki, uss dharti ke gunn gau kyun? humraah mare jinse lakhon, phir aise aslaah banu kyun??