Kya lekar aye thay? kya lekar jaoge …? mujhe sms nahi kar k kitne paise bachao ge, itne paise bacha kar kya.. mobile main cng lagwao g
Sab se ghul mil jane ki aadat hai hame, apne alag pehchan banane ki aadat hai hame, jitna koi gehra gum deta hai, utna hi meetha muskurane ki aadat hai hame.
Din me chand sitare achay nahi lgte, ab dunya k ye nzare ache nahi lgte, koi jaa kar hmare ammi abbu se keh day, k hum ab kunware achay nahi lagte.
Sub dost bewafa ho gaye hum apne mobile se khafa ho gaye sms iss liye kar rahy han “zaalimo” “kahin tum ye na samjho k hum shadi shuda hogaye…!
Living in favorable & non-favorable situation is “part of living” bt smiling in all those situations is called “art of living” make dat art part of yor lyf..:-)
“bachpan ki wo ameeri na jaaney kahan kho gayi…. ~~~~~ ~~~~~ ~~~~~ ~~~~~ jab paani main humare bhi jahaz chala karte they ;)
Mann me apke har baat rahegi, basti chhoti hai magar aabaad rahegi, chahe hum bhulade zamane ko, magar aapki ye pyari si hansi hamesha yaad rahegi…
¤tohfa¤ nabi karim (s.a.w) majlis main wa’aiz farma rahay thay. k tum log 1 doosrey ko tuhfa daitey raha karo. 1 shakhs ney poocha k ya rasulallah (s.a.w) ager kisi k pas tuhfa na ho to? hazoor(s.a.w) ney frmaya: “kya tum kisi ko apni muskurahat b nahi dey saktey” (subhanallah.)
:”:shohar biwi se: ye kya tum ek aur suit le ayi? abi parso hi to.. biwi chilla kar boli: kya kaha?!! kya parso? bolo… kya kha tumne? kya parso, parso kya, bolo jaldi!! batao kya parso…? shohar: kuch nai, mai bas ye keh rha tha k parso b ek hi suit lyi thi, aaj 2 le aati._. :d…gdnite…bye
Deedar ki talab hai to nazrain jamaye rakh ghalib . parda ho ya naqaab sirakta zaroor hai. . m0ral: ghalib b koi thek bnda nhi tha imran hashmi tha apny time ka. ;-)
One day a girl asked molvi,? can i kiss a boy? molvi replay,?naozbillah? girl,?can i kiss a man? molve replay,?astagfirullah? girl,?can i kiss you? molvi,?jee bismillah?