Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain, aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain. lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta, saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta. aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon, teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Gazab ka nakhra ajeeb yeh style hai sms nahi kartey or kehtay ho mere pass mobile hai bey-sharmi ki had to dekho yeh parh k b aap k chehray par smile hai
Sardar ne call milai to awaz aai is call k liye aap ka balance na kafi hay sardar koi bat nahi behn ji tum nay mujhy sa baat ki itna hi kafi hay
Sweet sa weather dhek kar apni sweet si friend ki sweet si yad ayi tu socha k sweet sa sms kr doon takey hmari sweet si friend ship mai thori sweetness aur barh jaye
Ana ki qaid se mukabla to karay woh mera sath nibhanay ka hosla to karay kabhi na totnay wala hisar ban jaon woh mere zat mein rehnay ka faisla to karay usay sonp don mein apni muntazir ankhen woh mere khoj mein nikalnay ka tazkara to karay
Suraj ki kiran chupaye to kaise fulon ki mehak churaye to kaise aaye na aapka message agr to aap hi btaye ham muskuraye to kaise
American says “us mein shaadi e-mail se hoti hai..“ sardarji “ india me to.. shaadi fe-mail se hoti hai…!!!“
Life me hamesha haste raho,muskrate raho, gaate raho, gungunate raho…taki tumhe dekh kar hi log samaj jaye k tum… ” unmarried” ho
Raton me jugno ki “jagmagahat” asman me taron ki “jhilmilahat” thandi wadiyon me hawaon ki “sarsarahat” in sabse khubsurat ha ap ki “muskurahat”
Kabhi do aansu muskrhat se zyada special hote h bcoz smile to sab ke liye hoti h mager aansu sirf un k liye hote h jinhe hum khona nahi chahte.
Kid: aunty, mummy ne chini mangi hai. aunty chini daitay howa, “acha aur kia kaha mummy nay?” kid:agar woh kamini na de, to pinki aunty se lay aana.