Baahon main bhar ke poochha jab tumne, kucch na bole hum bas muskura diye. jaana tha aaj tumhe humse door hamesha ke liye, jaate jaate tere chehre se ashq chura liye. sajj ke beithi thi tu apne mehboob ke aagosh main, saare armaan apne ishq ki aag main jala diye. jaana hai kal subah tumhe sab naato ko tod kar, is baat ne mere ashq thay baha diye. dekhi thi maine shikan tere chehre par bhi, mere aasuon ne sitam tujhpe dha diye. tune poochha jab hale dil de ke apni kasam, raaz sare is dil k thay tujhe bata diye. palkein bheegi huyi lab khamosh thay, teri khamoshi ne mujhe saare jawab diye. saj chuki thi par doli teri, hum dono ne apne gham chhupa liye. sab roye thay teri vidaayi main, dekha jab tune mujhe toh hum muskura diye.
Sitam sehny ki b hadd hoti hy, kisi ko stany ki b hadd hoti hy, sms bhejne ki koshish karo gareebo, muft k sms parhne ki b hadd hoti hy.
‘_’) 1 < )?(> dost _/”/tha < )?(>mene _/”/ gardn ura di salay ki himmat to dekho msg nahi krta tha tery msg bhi bht km aany lgy hain. sumbhal ja..
(‘.’) lo ji < )'(> arz _/’/_ kia ha dunya me bohot dard-o-tanhai hy (”,)/” wah wah _/”\_ wah zalimo tum b msg kro meri koi muft ki kamai hai
Tring tring inbox kholo ap k liye dil bheja hy.. ,.+””-.,*,.-””+., # _i mì$$_ # *_ yøu_ * “-.,*,.-” sms send karo warna dil wapas karo
Sochta hu kanjoson ka ek department banao, chairman k kursi par aap ko bithaon, duniya se aap ko chanda dilwaon, ta k aap se kuch msgz tu le paon.. ;->
3 jaga mout nahi aati. 1- jannat me 2- jahannum me or 3- mujhe msg karne main… =p try kr k dekh lo… ;->
Ruthkr apse hum kaha jayenge, yaad kiye bina hum kaise reh payenge, apki har muskan khushi hai humari wada kijiye aap hmesha yu hi muskurange
Duniya badal jayegi par tumna badalna, mushkil jab bhi aye bus yadkarna, tumse mange kuch agar dena hi ho to bus muskura dena stay happy alwayz
Sajti rahe khushiyon ki mehfil har khushi suhani rahe zindagi mein itne khush raho ke har khushi aapki deewani rahe
Haal-e-dil sub ko mat batana agar koi poche to bas muskurana agar muskurane ka koi sabab poche to luqmani manjan ka kamal he ye batana