Jab faaile teri khusbu sukhe ankhonMe ansoo, hai tujh me aisa jaduMitti ko gar hath laga de to sonaBan jaye, laut ke ab to aaja janam dilMera ghabraye mera sawan beeta jaye!
Barse teri zulfon ke badal dil ho gaya meraPagal, yu dhoondun main tera aanchal,Jaise koi keemti heera paani me khoJaye, aane wale ab to aaja mera sawanBeeta jaye, mera dil tujh bin ghabraye..!
Ek rishta jo muh bola tha,Uska bhee tumne tiraskaar kiya,Chhod kar dur chale gaye,Ye kaisa tumhara pyaar hua...
Haal dekh kar mera khuda bhi tadap jayega,Jab bhi hogi bewafai ki baat mujhe bhi koi bhoola yaad aayega,Array apno ne kya kami rakhi jo ab koi anjan sitam dhayega,Mat chhu palkon ko hain itna dard isme ke tera daaman bheeg jayega.
Jab tum sath the toh gham bhi Has ke seh lete the hum,Ab jo nhi ho sath toh khushiyan bhi Sahi nhi jaa rahi hain.
Manzilein bhi uski thi rasta bhi uska tha,Main akela tha aur qafila bhi uska tha,Sath-sath chalne ki soch bhi uski thi,Fir rasta badal lene ka faisla bhi uska tha,Aaj kyun akela hoon dil sawal karta hai,Log to uske the kya khuda bhi uska tha ?
Koi mila hi nahi jise wafa dete, Har kisine dhoka diya humme Kis kisko saza dete, wo to humThe yaro jo chup kar gaye,Dastan sunate to mhefil ko rula dete.
Gam hai sirf meri zindagi ke liye, Kahan chain mila do ghadi ke liye, Ae dil-e-nadan kon hai Yahan tera kyon tadapata hai Yun kisi ke liye kitne Saman kar liye Paida itni choti si zindagi ke liye Aisa hume ghamon ne ghera hai Lab taras hi gaye hansi ke liye.
Wo ek chehra hum har kahin talashKarte hain, zinda to hain magarZindagi talash karte hai, koi kyunBhool gaya hai hame apna bana kar,Ham khud me wo kami talash karte hain.
Kisi sham mujhe tut k bikhrte dekho.Meri rooh me zehar-e-judai ko utarte dkho.Kis-kis ada se tumhe manga hai rabse.Aao kabhi mujhe sajde me sisakte dekho.
Dil se chaho to log saza dete hai, Sacche jazbat bhi log thukra dete hai, Kya dekhenge do insano ka mB2dIlan, Sath bethe jue do parindo ko bhi log uda dete hai
Hum unse or woh humse juda ho gye, Aa gye woh mere janaze mein To saare wade wafa ho gye, Jhuk kar usne meri kabr se kaha, Aap to sach me hmse khafa ho gye.