As the auspicious month of ramadan kareem starts… i pray to almighty allah ”o allah! forgive our all sins those that are big or small those that are apparent & those that are hidden give us the strength to keep ‘taqwa’ & lead us on righteous path aamin have happy, holy n blessed ramadan...
Bass na chalay ga kuch b ab shaitan ka,, aaya hai muskrata hova mahina ramzan ka, ghar ghar main jalay gi shama fakt toheed ki,,,, arsh chovay ga sajda kamzor baibas ensaan ka ,,,, barsay ga rahmaton ka sawan har soo har ja,,,, har zuban pai ho ga naghma fakt rahman ka,,, awo apna apna daman donay ka ahd krain noor . qismat walon ko milta hai moka apny pahchan ka. .
Dosto me ap ko ek zarori bat btana chahta ho. takey pchlay saal ki tara apko afsoos na ho ramzan aa chuka he jis ne b meri aftari krni he mjhy abi bata de!
Tasbeehs for ramazan 1st ashra-alhamdolillah 2nd ashra-astaghfirullah 3rd ashra-allahumma ajarni minun naar send to every people and get swab in afterlife.
Samosay ? ? ? ? ? ? roh afza ka jug ‘l”"l) l__l bananas ) ) ) ) ) jalebi @@@@ pakoray ????? yeh lijiey ap ki iftari, phir mat kehna k humain nahi pocha..?
Bas ab to eid k kapron ki fikar lagi hogi tumhe dost chapl ka intzam to tum nay aaj jummay ki namaz main kar lia hoga…:p
Agr sehri me pani k akhri 3 ghoönt me $ubhanallah, alhamdulillah, jazakallah parh lia jye to piyas nai lagti..!. ap b yad rakhen oron ko b btaen! ~jazakallah~
Ramazan ki tiyari is tara karo k… allah ap k liye “hidayat” – “rehmat” – “barket” ….aor karam k faisalay farmaa dy. khoob ibadaat karna aur “rozy” rakhain… allah se maafi maangna … allah humari mafi qbool farmaaye .. aameen
Narrated aisha: allah’s apostle said, search for the night of qadr in the odd nights of the last ten days of ramadan
Today i pray that:- happiness be at ur door may it knock early stay late & leave the gift of allah’s peace,love,joy & good health behind shaban mubarak,eid mubarak, ramadan mubarak, may you remain happy all the time irrespective of any occasion
May this ramadan…. you are gifted- with blessings of “allah rab-ul-izzat” and many treasured moments of joy!!!! !ramadan mubarak!