Khuda ne "maa" se sawal kiya k agar apke kadmo se jannat le li jaye or aapse kaha jaye k kuch aur manglo to aap khuda se kya mangogi..? to "maa" ne bahot khubsurat jawab diya k.. "me apni aulaad ka naseeb apne hath se likhne ka haq mangungi kyo k unki khushi k aage mere liye her jannat choti h!".:-)
Kavita hoy ke kalakruti, pustak hoy ke natak, darek sarjak naam potanu aape 6, pan maa jevu sarjak koi nati, santan ne janam aape che ne naam pita nu aape 6.
Sum1spcl a msg dedicated 2 all moms; tere haathon ke'' karamat ki baat hi kya ''maa'' mujhe tere pairon ki mitti bhi'' sukoon deti hai.....
Jitni samandar ki geherai hai, utni hi mamta inmain samai hai, parwardigahh k rehmo karam se, ye pak ruhh is zami par ai hai, maa ki ek muskaan main, sabki jaan samai hai, har kisi ke dil main, apni maa ki tasveer samaai hai, ye pak ruhh jaha se ai hai, wo pak jagahh us parwardigahh ne banai hai.
Us "maa" ka hum se "ehtram" kya hoga' us "maa" ki "godi" se badhkar "qayam" kya hoga' jis "maa" ke pairon me "jannat" hai' socho uske "sar" ka "muqaam" kya goga...
Maa tab b roti thi jab, beta khana nhi khata tha or. maa aaj b roti hai jab, beta khana nhi deta. isko itna forwad karo k, koi maa kbhi bhuki n soye.
Bachpan ki wo tedi - medi roti dekh danta karti thi, ab gol - gol oti banti hai, to teri surat dikhati hai maa. haapy mothers day.
Maa na hogi to wafa kaun karega, mamta ka haq ada kaun karega, ya allah har ek maa ko salamat rakhna, warna hamari salamti ki dua kaun karega..
Mujhe mohabbat hai apne hathon ki sabhi ungliyon se, kyon ki.... na jaane kis ungli ko pakad kar ma ne mujhe chalna sikhaya tha... happy mother day.
Ek hasti hai jo jaan hai meri, jo aan se barh kar maan hai meri, khuda hukum dai to kar don sajda usay, kyon k woh koi aur nahi maa hai meri.
1 din maa se pocha k maa k marnay k baad, dua kon karay ga? tu maa boli! samandar sookhnay k baad bhi rait mein nami reh jati hai. happy mothers day.