Karta tu wo hai jo tujhe pasand hai ho jata wo hai jo use pasand hai tu kar ley wo jo use pasand hai phir dekhna ho jaayega wahi jo tujhe pasand hai happy mahavir jayanti
Prabhu mahavir ke janm kalyanak pr prabhu mahavir ki kripa sabhi pr aprampaar bani rahe.. aap sabhi ko bahut bahut mahavir janma kalyanak ki subhkaamnaye.
Manavta ka udhaar huwa dekho prabhu mahavir ka janm huwa jo rashta unhone hume samjhaya hai. us pr chal kar dekho kitno ka janm saakaar huwa
Mahavir swami mere bhagwaan hai, jinendra ki wani mein mera vishwas hai, navkar mantra mere pran hai, yahi jain dharam mahaan hai! follow the path of non violence. take pledge on this auspicious day of mahavir jayanti
May lord mahavir bless you abundantly and fill your life with the virtue of truth non violence & external compassion happy mahavir jayanti.
Dharam me dhikawa nahi hona chahiye .. kyonki dhikhave say sada dukh hota hai. aese anmol vichal they bhagwan mahavir ke !! happy mahavir jayanti!!
I always ask lord mahavir to give you what you deserve, not what you desire...!! it is because your desires may be few...! but you deserve a lot...! happy mahavir jayanti!
Arihant ki boli siddhon ka saar acharyon ka path sadhuon ka sath ahinsa ka prachar mubarak ho aapko mahivar jaynti ka tyohar
All breathing, existing, living, sentient creatures should not be slain, nor treated with violence, nor abused, nor tormented, nor driven away. acharanga sutra happy mahavir jayanti!
A living body is not merely an integration of limbs and flesh but it is the abode of the soul which potentially has: perfect perception (anant-darshana) perfect knowledge (anant-jnana) perfect power (anant-virya) and perfect bliss (anant-sukha). lord mahavira happy mahavir jayanti!
God mahavir:- tu karta woh he jo tu chahta hai par hota he woh jo me chahta hu tu woh kar jo me chahta hu fir wo hoga jo tu chahta ha happy mahavir jayanti!
Inse sikho seva=shravan se mitrata=krishan se maryada=ram se daan=karn se lakshay=eklavya ahinsa=buddha tapasya=mahavir se happy mahavir jayanti!