Makhn churaiya sri krishna kanhaiya ji, bansi bajaiya o to ras rachaiya hain, kah kahun sakhi jiya chain parat nhi, murlidhar sanwre ki aaj badhaiya hai. happy krishna janmashtami..
Jo hai albela madnaino vala jiski divani brj ki har bala vo krishna hai vo krishna hai wo krisna hai! wo krisna hey
Mathura ki khushbu, gokul ka haar, virndavan ki sugandh, brij ka fuhar, radha ki ummid or kanhaiya ka pyar, mubarak ho aapko ye janmashtami ka tyohar.
Mishri se mithe he krishna ke bol, koi kaise lagaye unka mol, heere se jyada hai krishna anmol, itni taarif ki hai pyaare, ab to "jay shree krishna" bol. happy janmashtami
Radha ki chahat hai krishna, uske dil ki virasat hui krishna, chahe kitna bhi ras racha le krishna, duniya to phir bhi yahi kehti hai. "radhe krishna" happy janmastmi
Unke guno se jivan ko sajaye, gita ke vicharo ko man me basaye, lana he hame krishna ko aur bhi apne karib, to aao apne ghar ko hi gokul banaye.. happy janmashtmi.
Krishan ka raas. gopiyo ka pyar. jamna ki dhar. makhan ka swad. mubar ho sabi ko jagdish lodha ki tarf se happy jainmasthami ka tyohar,...
Chandan ki khushbu, resham ka haar, sawan ki sugandh, barish ki fuhar radha ki ummeed, "kanhaiya" ka pyar, mubarak ho apko "janmastami" ka tyohar.
Mishri se mithe nand lal ke bol inki bathein hain sabse anmol janmashtmi ke iss pavan avsar par dil khol ke jai shri krishna bol.
Shri krishna govind hare murare, he nath narayan, vasudeva, tribhvan ke swami, sakha humare, he nath narayan vasudeva, aapko janamashtmi ki hardik shubhkamnaye.
Janmashtami ke is shub avsar par. hum ye kaamna karty hai ki. shree krishna ki kripa. ap par, aur app ke pure parivar par. hamesha bani rahy! jai shree krishna.
Krishna prem kre to prem lila, hum kre to character dhila. krishna gopiya chede to khel, hum chede to jail. god tussi gr8 ho. happy janmashtami.