Pyar se jeewan sajaya hai tumne tum hi mere khushi ki shuruwat ho karwachauth ke din ye kehna hai tumse tum zindagi ka har khoobsurat jazbaat ho
Na jaane kyu reh reh ke ek baat hume bahut satati hai, karwa chauth karti hai tumhari biwi umar hamari kyu badh jaati hai. happy karwa chauth.
Bina khaaye piye vrat karna prem ki atoot paribhasha hai hum yun hi prem bandhan mein bandhe rahe mere dil ki bas yahi aasha hai. happy karwa chauth.
Karwa chauth ka paavan vrat , aapke liye maine kiya hai , kyunki aap hi ke prem aur samman ne , jeewan ko naya rang diya hai.
Purush sangathan janhit mein jari aap sabhi se anurodh hai karwa chauth ke din khud ko apni patniyon se bacha ker rakhe kyunki bhuki sherni or bhi khatarnak hoti hai happy karwa chauth
Hope this day strengthens the bond of love between you two. may the almighty bless you with a happy and long married life. happy karwa chauth
Karwa chauth ka yeh tyohar, aaye aur laaye khushiyan hazaar, yehi hai dua hamari aap har baar manayein yeh tyohar, salamat rahey aap aur aapka pariwar
Ham to bhukh se mar rahe he yahan par aapko hamari qadar hai kahan, aaj hai hamara karva chauth, aake pilao pani dur karo hamari pareshani. happy karva chauth.
Jo hame apki ek zalak mil jaye, to hamara ye vrat safal ho jaye, ham to baithe hain aapke intezar mein, aap aaye aur hamare vrat ko pura karde. happy karwa chauth.
Jab tak na dekhe chahera aapka, na safal ho ye tyohar hamara, aapke bina adhura he jivan hamara, jaldi aao dikhado apni surat, aur kar do karva chauth safal hamara.
Pura din hai aaj hamara upavas, pati aaye jaldi yahi he aas, na todna hamari ye aas, kyu ke aaj he karva chauth, aaj ke din mat karna hamara uphaus… “happy karva chauth”