1- jumma ke din jahanum ki aag nahi jalai jati 2- jumma ki raat dozakh k darwaze nahi khulte 3- jumma ke din marny waly khush naseb muslim ko shaheed ka rotba diya jata hai 4- jumma ke din agar haj ho to uska sawab 70 haj k barabar hota hai 5- jumma ke din ki gai 1 naiki ka sawab 70 naikyon k barabar hai 6- jumma k din prophet mohammad (saww) khud apne mubarak kano say durood pak sunty hain. subhan allah jumma mubarak
Dil paak nahi to paak ho sakta nahi insaan. warna iblees ko b atay thay wuzoo k faraiz bohat. subah bakhair and jumma mubarik.
Jo jummay ko 100bar durood sharif parhe qayamat k roz aae ga to us k sath esa noor hoga k agar wo sari makhluq may taqsim kar dia jae to sab k lye kafi ho jaega… “jumma mubarak”
“jumma”k din farishte zamin pr sone k warq or chandi k qalam se durood pak parhne walon k naam likhte hen jumma k din suraj ghurob hone tk jitna ho ske durood sharif parhiye or ye sms frwd kr den koi is neki se mehroom na rhe “allah” aap iska ajar dega jum’a mubbarak
May allah gavee you piety as your provision. forgive your sins,and make goodness easy for you wherever you are. jumma mubarak
||” ,+”+, ,+”+, ‘”|| || ‘+, dil ,+’ || ||,,,, ‘+,+’ say hum ,+”+,+”+, ‘+, a’p ,+’ ‘+,+’ ko kehty hain |===========:| juma mubarik |===========:| allah aap ko zindagi bhar khush rakhe …(aammeen}…
When you are in trouble, don’t ever say,”hey god!, i have big problem” instead say, ”hey problem, i have big god!” and everything will be fine…. have a beautiful friday!
The masjids are free but empty the clubs are paid but full. it’s free to enter heaven. costly to enter hell. can we be wise??? jumma mubarak!
Apne “jism”ko zrorat se zyada mat sanwaro. isy to mitti me mil jana hy, sanwarna hy to apni”rooh”ko sanwaro q k isy “rab” k pass jana hy… jumma mubarak
“aur beshak wohi to rub hai jo tumain nind k bad dobara phir zinda kra hai “pas tm apny rub ki kon kon c nemton ko jhuttlaogy. “good mornning subah bakhair jee. “have a nice & blessful juma day
Rasool-e-kareem (s.a.a.w) ny fermaya: jumma k din or shab-e-jumma me muj per darood kasrat sy bheja karo keyu k jo shakhs aysa kare ga main kayamat k din es k leay gawah or safarshi hon ga. jumma mubarak!!
Rasool allah (s.a.a.w) ny fermaya: jis ny achi terhan wazu keya or phr jumma k leay aaya or amaam k nazdek ho kr betha phr khutba suna or es duran khamosh raha to es jumma or dosare jumma k dermiyan hony waly es k gunah bakhsh deay jein gy or mazeed teen din k gunah bhi bakhsh deay jein gy or jo kankarion sy khelta raha or es ny lagw(unintentional) kam keya. jumma day!!