Koi aur dev nahi hanumaan jaisa dujaKar lo mann se tum hardam bajrangi ki pujaJis ghar hota ram-naam ka jaap haiWahan na rahta kabhi jeevan bhar santap hai.
Hanuman mandir me Buri niyat wale gayab ho jate theMe gaya, gayab ho gayaMera friend gaya, gayab ho gayaLekin,Tum gaye hanumanji gayab ho gaye.
We bow to maruti, sri hanuman, who stands with his palms folded above his forehead, with a torrent of tears flowing down his eyes wherever the names of lord rama are sung. happy hanuman jayanti
Hath jodkar karoon vinitee, prabhu raakhiyo meri laaz, iss dor ko baandhe rakhi, mere paalanhaar! happy hanuman jayanti!
Jab teri inayat par meri nazar jaati hai, mere hanuman meri aankh bhar aati hai, tu de raha hai mujhe is kadar, ki hath dua me uthne se pahle hi jholi bhar jati hai.!!
Din aaj hanuman ji ka aaya, ram bhakt ne mandir hai bulaya, leker naam shree ram ka, bajrangbali ko sheesh hai nawaya!
Deendayal beerdu sambhari harhu nath mamm sankat bhari jai shri ram hanuman jayanti ki shubh kamnaye.!!
Charan sharan me aye ke dharu tihara dhyan sankat se raksha karo he maha veer hanuman jai sri ram..!!
May kapisha give you the wisdom to understand the world, physical strength to stay healthy and spirituality to love and devote your life to god! happy hanuman jayanti.!!