Pholon ko jis trha bhanwre milte hyn aao is "eid" pe hum b kahin milte hyn apni is chahat ko pyar bari rafaqat ko sachi lagan ka rang dete hyn, dunia k liye apni mohbat ko misal krte hyn rawani k liye jese darya samandar me khud ko pamal krte hyn phool jese gulshan se wafa nibane hr bar nikalte hyn aao is eid pe hum b kahin milte hyn.
Agar allah nay eid-ul-azha k moky par apni sab sy piyari cheez ki qurbani krne ka hukam diya hota tu 1 din baad ap meri churi k neechay hotay eid mubarak
Tumhari namaz, roza aur qurbani sirf aur sirf allah he k liye hai !!! . . . magar yeh bhi yad rakho khaal sirf mutehda ki hai
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja milne na deinge ab hamein halaat bhool ja mausam badal gaye hain zamana guzar gaya ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Deep jaltay jagmagatay rahay, hum apko aap hamain yaad aatay rahay, jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari, aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho. eid mubarak
Chand raat mubarak !! wishing u kuch khatti, kuch meethi, kuch chatpati, kuch chulbuli khushion se bhari eid mubarak