Har din badhta jaye apka karobar, pariwar me bana rahe sneh aur pyar, hoti rahe sada apar dhanki bochar, aisa ho apka dhanteras ka tyohar. meri taraf se mubarak ho apko dhanteras ka tyohar
Deep jale to roshan aapka jhan ho pura aapka har ek kaam ho maa laxmi ki kripya bani rhe aap per dhanteras per aap bahut dhanwan ho.
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga, din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga, ghar pariwar samaj me banoge sartaj, yehi kamna hai hamari aap ke liye dhanteras ki dhero shubh kamanaye happy dhanteras!!
Is dhanters khus kash ho, dilo me khusiya , ghar me shuk ka vaas ho; here moti p aapka taj ho; mite duria,sab aap ke pas ho; esa dhantrs aapka khas ho.
Asur parajaye, devta vijay divas, laxmi vaas, laxmi kripa, jay ghosh divas, amrit payo devta aur jeevan payo rajkumar, sukh-samradhi-dhan-vraddhi-dev divas.. subh dhanteras
Let's celebrate the festival of dhanteras by: worshiping lakshmi - the goddess of wealth; buying utensils to savour tasty meals; investing in silver and gold as jewellery; light a lamp for impending diwali; wear new clothes and jewellery; and draw rangoli designs on pathways including the goddess' footprints to mark the arrival of lakshmi! happy dhanteras!
Dinodin badhta jaye apka karobar, pariwar me bana rahe sneh aur pyar, hoti rahe sada apar dhan ki bauchhar, aisa ho apka dhanteras ka tyohar. happy dhanteras.
Khoobb meethe meethe pakwan khaye, sehat me char chand lagaye, log to sirf chand par gaye hai aap us se bhi upar jaye, happy dhanteras....!!
Aaj se aap ke yahan dhan ki barsat ho, maa laxmi ka niwas ho, sankat ka nash ho sar pe unnati ka taj ho. happy dhanteras.
Dhanteras ka ye pyara tyohar, jeevan me laye khushiya appar, mata laxmi viraje aapke dwaar, sabhi kamna aapki kare sweekar. happy dhanteras.
Sone ka rath, chaandi ki paalki baithkar jismein hain maa lakshmi aayi dene aapko aur aapke poore parivar ko dhanteras ki badhaai...!!
May goddess lakshmi blesses your business; and may it shine like gold despite all the odds. happy dhanteras!