Mehfil me hasna to mera mizaz ban gaya, tanhai me rona ek raaz ban gaya. dil ke dard ko chere se zahir na hone diya, yahi zindagi jine ka andaz ban gaya.
Wo mjhe bhool ke bhi khush hai main use yaad kar ke bhi rota hun uss k dil mein thori si jagah mangi thi" "us nae tanhaiyon ka sara shehar mere naam kar diya"
Ane wali subah jane hogi kitnii suhani, chamakenge aise ki hogi saari duniya apni deewani, hum rhe ya na rhe kal, kal yaad ayenge yeh pal, chal soche kya chhoti si hai yeh zindagi, kal mil jaye to hogii khushnaseebi..:)
Ladte h aapse par jeetna nhi chahte.. aapse kbhi bichadna nhi chahte.. haqiqat h ki juda karegi zindgi 1din pr haqiqat me hum wo din jina nhi chahte..
Raat bhar maine khwabo me "jannat" ki sair ki . . . . . . . . . . . . . jab subah utha to mera sir maa k kadmo me tha.
Khayalo me wahi sapno me wahi, lekin unki yaado me hum the hi nahi, hum jaagte rahe duniya soti rahi, ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi?!
Kitna adhura lagta he tab jab badal ho aur barish na ho, jab zindgi ho or pyar na ho, jab ankhe ho or khwab na ho or jab koi apna ho or sath na ho...
Read must! parkhte rahe wo hume sari zindgi, or hum b unke har imthehan me pas hote rahe.... maza aa raha tha unhe hamri aansuon ki baris me, or hum b unke liye bina ruke rote rahe.. bedard the wo kuch is kadar, nind hamari udakar khud chain se sote rahe... jinhe pane k liye humne sab kuch luta diya , wo hume har kadm par khote rahe or 1din jab hua is ka ehsas unhe woh hmare pas aakar pure din rote rahe or hm b itne khudgarj nikle yaro ki ankhe band kr kafan mai sote rhe.
Kaun kaheta hai ki, taz mahal banane ke liye daulat nahi milegi? daulat to bahut milegi, lekin, jiski yaad mai banwaye waisi mohabbat nahi milegi.
'waqt' 'relation' aur 'dost', ye wo chize hain jo hame muft milti hai, its true. magar inki kimat tab pata chalti hai jab ye kahin kho jate hai.
Na roke aaj humey koi, dard mein doob jaane de jitney bhi ansoo kaid hain, aaj unko bahaane de suna hai humney, pani ki dhaar se patthar bhi kat jate hain dekhenge, haal pe mere kya sang dil bhi pighal jatey hain
Wo rooth jata hai aksar shikwa kiye bagair,, hum b to reh jate hain shikayat kiye bagair, hum sochte rahe muhabbat be-los hoti hai, ye yun hi ho jati hai enayat kiye bagair, , , tu kitna nadan hai sanam itna to soch le, jannat kab milti hai ebadat kiye bagair, , , ,, kasoor un ka nahi kasoor to humara hai, , ,, humne b muhabbat ki unki ejazat liye bagair