Pyar 'insan' se kro uski 'aadat' se nahi, rutho unki 'baato' se 'unse' nahi, bhulo unki 'galtiyo' ko 'unhe' nahi, qki rishto se 'badhkar' kuch bhi nahi.
Chaahat teri, pehchan hai meri. mohabbat teri, shaan hai meri. ho ke juda tujhse, kaise reh paunga. aakhir tu hi to, jaan hai meri.
How much can someone care.? a man suffering from brain tumour died.. his wife opened his cupboard and found some tablets with letter.. take them dear, u catch cold easily when u cry..!
Sub so gaye khushi khushi apna haal-e-dil suna kar afsoos ki mera koi nahi joh mujhse kahe tum kyu jaag rahe ho..... :-(
Aansu muskurahat se jyada achhi hoti hai.. . . puchho kyu..?? . . kyoki.. muskurahat sab ke liye hoti hai.. aur aansu kisi khaas ke liye hoti hai..!!
When you truely care for some one , their mistakes never change your feelings, because its the mind that gets angry, but heart still loves them!
Na jane kyu aapno ne muh mod liya kis tarah hamse fir rishta tod diya kya itna dil dukha diya mene aapka jo dheeere dheere mujko yad karna aur smz karna chod diye?
1 sachi prem kahani. 1 laka or ldki bike pe ja rahe the. ldka bahut fast chala rha tha. ldki dar gyi usne ldke se dhire chalane ko kaha. ldka:mujse i love u kaho. ldki:i love u,ab dhire chalao. ldka:ab muje baho me pkdo. ldki ne baho me pkda or kaha ab dhire chalao. ldke ne kaha ab mera helmet utaro. ldki ne utara. ldka:ise paheno. ldki ne pahen liya ab dhire chalao. agle din paper me news ayi wo ldka accident me mar gya pr wo ldki helmet ki wjah se bina chot k bch gai. q ki.? wo janta tha ki break fail ho gya h.. if u love sum1 thn ise 8 logo ko bhejo.. agar 1 bhi vapas aya to ur love is true. ????
Pyar k 2 andaz hote hai..? 1- pyar dena 2- pyar pana. pyar dene k liye jazbat chahiye or pyar pane k liye {"naseeb"}... its only a msg.. but true..
Mere pyaar ki woh had puchte hai, dil mein kitni jagah hai yeh puchte hai... chahte hai hum unhi ko kyun itna, iski bhi woh wajah puchte hai....
True lines !!! kabhi usko nazar andaz na karo jo apki bahut fikar karta ho. varna kisi din apko ehsas hoga, ki patthar jama karte-karte aapne heera gawa diya.
Kabhi toh waqt se pehle aaya karo, apni awaz suakar haal-e-dil bayan karo. hum toh rehte hain aap hi ke khayalon mein, kabhi aap bhi hamara khayal kiya karo.