We live in illusion and the appearance of things. there is a reality. we are that reality. when you understand this, you see that you are nothing, and being nothing, you are everything. that is all. happy buddha purnima.
You may gather knowledge and money and prestige and power, but if have missed love then you have missed the real door. happy buddha purnima
May lord buddha’s preachings for right conduct, right motive, right speech, right 251Effort, right resolve, right livelihood, right attention and right meditation… help us to eradicate evil and suffering from this world. happy buddha jayanti.
Buddha ke dhyaan mein magan hai sab har dil mein shanti ka vaas hai tabhi toh ye buddha jayanti sabke liye itni khaas hai buddha jayani ki shubhkaamnaaye
Jeewan mein kayi sankat aayenge par buddha ki tarah shant raho is buddha jayanti ko dil se manaao man ki har baat prem se kaho
Mann mein base sukh aur shanti unnati ke saath mile vishranti jeewan mein bhara rahe dher saara pyar buddha jayanti ki shubhkaamnaayein hazaar
Buddha jayanti ka avsar hai khushi aur sadhana se ghar bhara rahe jo bhi aaye aapke jeewan mein dil ke kareeb aur pyara rahe buddha jayanti ki shubhkaamnaayein
Sukh aur dukh jeewan ke rang hai sab sahi hai agar shraddha sang hai bhagwan buddha ke dhyaan mein malang hai happy buddha jayanti kehne ka ye naya dhang hai
Buddha jayanti ke paavan mauke par aapko man ki shanti mile prem aur shraddha ke phool har din aapke man mein khile buddha jayani ki shubhkaamnaaye
Na ho dwesh, na ho klesh na ho mann mein koi bhi shak bhagwan buddha de aapko sukh, samruddhi aur shanti aarambh se ant tak
Mann ko sada shuddh rakho har insaan ko prem se dekho buddha jayanti khushi se manaye aapko aur aapke parivaar ko dher saari shubhkaamnaayein