Wo jisy smajhtay thay zindagi meri dharkanon ka faraib thaa mujhey muskrana sikha k wo meri rooh tak ko rula gaya wo k jis ko paney ki chah main main kabhi khilta gulaab tha meri pati pati bikhar gayi mujhey aisi thoukar laga gaya ajab shaks thaa wo ay zindagi jisey smajh k bhi na smajh sakay mujhey chahta bhi gazab bka thaa mujhey chorr kar bhi chala gaya
Zulf rukh say hatta k bat karo raat ko din bana k bat karo ashianay k charagh madhum hain tum zara aankhain uttha k baat karo koi taza fareb danain ko tum zara muskara k baat karo yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.
Wada kero per nibhana sikho chahat dil mein rakho per jitna sikho you hi kisi ko intizar na karvao koi ager pyar se sms kare to jawab dena sikho.
Sahil per khare khare humne shaam kardi, apna dil or duniya aap k naam kar di, ye bhi na socha kaise guzregi zindagi, bina soche samjhe her khushi aap k nam kar di.
Pyar ankon se jataya to bura man gae hale dil humne sunaya to bura man gae wo to har roz rulaate the humen hum ne ek roz rulaya to bura man gae.
Lab pe hi rukti lab pe hi rukti hai baat aate aate neend to nahi aati sapnay bohat hain aate hum to hain phasay ik haseen uljhan mein kaash woh aakar iseh suljhaate
Kya gul khilega dekhiye ha fasl-e-gul to dur aur su-e-dasht bhagte hain kuch abhi se ham kya dil ko le gaya koi begana ashna kyun apne ji ko lagate hain kuch ajanabi se ham
Khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga, kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga, end main dono ka mixture pasand ayya ho ga.
Kal ko milne ke aaas rehny do, zindagi ke baqi pyas rhny do, apne khushiyan smait lo janan mujh ko yun he udas rhne do.
Jis ghari teriyadon ka sama hota ha, phir humein aram kahan hota hay, hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka, kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai
Jb chala chor ka batlanay ke zahmat bi na ke, khob tha dosti ek arsa nibhanay wala, dushmani ka bhi tu adaab hain aey dost bata, koi itna bi na tha tujh ko batanay wala.