Santa 1 ghar ke niche su-su kar rha tha.. . upar se 1 aurat boli - dikhta nahi hai, diwar hai... . santa bola-thoda side se dekho, dikh jayega....!!:-/
Santa hindi ki madam ko : santa : - madam ji hindi main"appu"kasie likha jeyega . madam :- pahle aa ,,, phir adha pa ,,,, phir puura pa ,,,,, or phir oooou.... :p
( santa sadak par ghum rha tha ) banta-ye sadak kaha jati h. santa-ye sadak kahi nahi jati. raat din yahi padi rahti h.
Rang de basanti movie dekh kar santa ko bohut gussa aa gaya. banta- why you are so angry.? santa-pure film me basanti ko dikhaya hi nhi.
Santa chup chap baitha tha. use dekh banta ne pucha. banta:kya kar rahe ho? santa:badla le raha hun. banta:kise santa:samay se. usne mujhe barbad kiya ab mein use barbad kar raha hun:)
Santa:god 1 kudi chahye, god:tu muslim h to katrina dunga pnjabi to karina bania h to yana gupta bol tera nam kya h santa- santa singh gupta khan.
Santa:jab main paida hua tha to mere papa ne 51 banduke chalwai thi. banta:kamaal hai, sabka nishana chook gaya..:-d
Santa dials a number a girl receive santa-kon girl-me sita santa-sorry mataji ludhyana lagaya tha ayodha lag gaya
Santa ne job k 1st day computr pe 11 ghante guzare boss khusi se: gud aaj kya kiya santa:keyboard ki abcd aage piche lgi thi wo sahi kr di
Jyotish-tune abi 10 kilo chawl kharide h? santa-haan ji..oyye..tussi to antaryami ho jyotish agli baar aana,to kundli lana, ration card nah
Santa : maa kahti hai bhains ka doodh peene se dimag tej hota hai..! banta : maa bewkuf banati hai, agar aisa hota to "padwa"scientist na ban jata.
Santa rat ko smoking krna chta tha. pr use khi pe bhi machis nhi mili... bechara nirash ho kar mombati ko bhuja kr so gya....