Un Ki Nazar Ke Saath Hi Saara Zamana Phir Gaya

SHARE

Un ki nazar ke saath hi saara zamana phir gaya
Gardish-e-chashm-e-naaz hai gardish-e-rozgar kya
Bad-e-khizan ki mauj thi ghuncha-e-dil ke haq mein sam
Mausam-e-gul ki bhi hawa hogi na sazgar kya
* gardish-e-chashm-e-naaz: movement eyes of coquetr
* sazgar: agreeable, favourable

SHARE