‘Ho k shrminda gunahon se kabhi sar jhuka to sahi

SHARE

‘ho k shrminda gunahon se kabhi sar jhuka to sahi, wo kare ga muaf tujhy tu ashk baha to sahi, rahe gi chandni qabar mein bhi sath tere, tu uski yaad ko dil se zara laga to sahi, na rahe ga tu mohtaj kabhi kisi ka, kia hai jo khuda se ehed wo nibha to sahi, wo hai ghafoor-ur-raheem sunta hai dua sab ki, aray nadan apne haath utha k daman phaila to sahi… talib-e-dua’

SHARE