Yun Hi Si Ek Baat Thi

SHARE

Yun hi si ek baat thi, us ka malal kya karein
Meer-e-kharaab haal sa apna bhi haal, kya karein
Aisi fiza ke qahar mein aisi hawa ke zehar mein
Zinda hain aise shehar mein aur kamaal kya karein
Aur bahut see ulajhane tuk-o-ras se badh ke hain
Zikr-e-zamal kya kare, fikr-e-visaal kya karein
Dhoondh liye hain charagar humne diyar-e-gair mein
Ghar mein hamara kaun hai, ghar ka khyal kya karein
Chunte hai dil kee kirachiyan bikhari hain jo yahan-vahan
Hona tha ek din yahi, ranj-maal kya karein
Uski nazar mein qaid hain apni tamaam muntakin
Tek-e-khyaal kya karein, harf kee dhaal kya karein

This is a great achi baat shayari. If you like aakhri baat shayari then you will love this. Many people like it for akhri baat shayari. Share it to spread the love.

SHARE