Sun To Sahi

SHARE

Sun to sah
Sun to sahi jahaan mein hai tera fasana kya
Kehti hai tujh se khalq-e-khudaa gaibanaa kya
Zina saba kaa dhundati hai apni musht-e-khaak
Baam-e-baland yaar ka hai astana kya
Aati hai kis tarah se meri kabz-e-rooh ko
Dekhun to maut dhund rahi hai bahana kya
Betab hai kamal hamara dil-e-azeem
Mehmaan saray-e-jism ka hoga ravana kya

This is a great sahi baat shayari. If you like sahi aur galat shayari then you will love this. Many people like it for bilkul sahi shayari. Share it to spread the love.

SHARE