Sukhan Mein Rang Tumhare

SHARE

Sukhan mein rang tumhar
Sukhan mein rang tumhare khayal hi ke to hain
Ye sab karishme hawa-e-visaal hi ke to hain
Kaha tha tumne ki aata hai kaun ishq kee taa
So hum jawab tumhare sawal hi ke to hain
Zara si baat hai dil mein, agar bayan ho jaye
Tamaam masle izahar-e-haal hi ke to hain
Yahan bhi iske siwa aur kya naseeb humein
Khutan mein reh ke bhi chashme-gizaal hi ke to hain
Hawaa kee zad pe hamara safar hai kitni der
Charaag hum kisi sham -e-zawal hi ke to hain

This is a great gora rang shayari. If you like tumhare bagair shayari then you will love this. Many people like it for tumhare siva shayari. Share it to spread the love.

SHARE