Chehre Ki Hansi Se Har Gham Chupao

SHARE

Chehre ki hansi se har gham chupao
Bahut kuch bolo par kuch na batao
Khud na rutho kabhi par sabko manao
Yeh raaz hai zindagi ka, bas jeete jao

SHARE