Roz taaron ko numaaish main khalal padta hai Chand pagal hai andhere main nikal padta hai Main

SHARE

Roz taaron ko numaaish main khalal padta ha
Chand pagal hai andhere main nikal padta ha
Main samandar hun kudhali se nahi kat sakt
Koi fawwara nahi hun jo ubal padta ha
Kal wahan chand uga karte the har aahat pa
Apne raste main jo viraan mahal padta ha
Na ta-aaruf na ta-alluk hai magar dil aksa
Naam sunta hai tumhara uchhal padta ha
Uski yaad aayi hai saanson zara dheere chal
Dhadkano se bhi ibadat main khalal padta ha

SHARE