Aansoo ko kitna samjhaya ke tanhaiyo mein aya karo

SHARE

Aansoo ko kitna samjhaya ke tanhaiyo mein aya karo
Bhari mehphil mein hamara majak na udaya karo
Is pe aansoo tadap ke bole mujhse
Itne logon mein sirf tumhe hi tanha pate hai
Isliye hamesha apka saath dene chale aate hai

SHARE