Teri Doli Uthi

SHARE

Teri doli uth
Teri doli uthi, meri mayyat uthi
Phool tujh par bhi barse, phool mujh par bhi barse
Farq sirf itna sa tha, tu saj gayi, mujhe sajaya geya
Tu bhi ghar ko chali, main bhi ghar ko chala
Farq sirf itna sa tha, tu uth ke gayi, mujhe uthaya geya
Mehfil wahan bhi thi, log yahan bhi the
Farq sirf itna sa tha, unka hasna wahan, inka rona yahan
Qazi udhar bhi tha, maulvi idhar bhi tha
Do bol tere padhe, do bol mere padhe
Tera 'nikah' padha, mera 'janaaza' padha
Farq sirf itna sa tha, tujhe apnaya geya, mujhe dafnaya geya

This is a great teri doli uthi shayari. If you like doli arthi shayari then you will love this. Many people like it for beti ki doli shayari. Share it to spread the love.

SHARE