Woh Jamana Gujar Gaya Kab Ka

SHARE

Woh jamana gujar gaya kab ka
Tha jo deevana mar gaya kab ka
Dhundhta tha jo ek nayi demise
Lotke apne ghar gaya kab ka
Woh jo laya tha humko dariya tak
Par akele utar gaya kab ka
Uska jo haal hai wohi jaane
Apna toh jakham bhar gaya kab ka
Khwab dar khwab tha jo tana bana
Ab kahan hai bikhar gaya kab ka

SHARE