Jo Bhi Kehti Hu Gaur Se Sunn Le Pagle

SHARE

Jo bhi kehti hu gaur se sunn le pagle, mai
Hargiz na chhodungi, lalchaayi nazron se
Dekha jo mujhko, dono ankhen fod dungi,
Hu chingari sab par bhaari mat dikhla
Hoshyari, sab ne dekha koi na rook paya,
Wo kar dikhlaya jo kehti hu zuban se,
Mita dungi mai warna tujhko hindustan se!.

SHARE