Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye FarazHum zamane mein yun hi bewafa mashhoor ho gaye farazHazaron chahne wale the kis-kis se wafa karte
Meri Wafa Ki Gawahi Toh Sitare Bhi Dete HainMeri wafa ki gawahi toh sitare bhi dete hainPar mere chaand ko aaya nahi aitbar mera
Hum Ne Waqt Se Bahut Wafa Kee LekinHum ne waqt se bahut wafa kee lekinWaqt humse bewafai kar geyaKuch humare naseeb bure theKuch logon ka humse dil bhar geya
Hum Ne Waqt Se Bahut Wafa KeeHum ne waqt se bahut wafa kee, lekin waqt hum se bewafai kar geyaKuch to hamare naseeb bure the, kuch us ka hum se jee bhar geya
Wafa Kee Keemat Lagai Nahi JatiWafa kee keemat lagai nahi jatiHumse apni chahat chupayi nahi jatiIs kadar mohabbat hai humein unseKi unki khata bhi humse batai nahi jati
Rasam-e-Wafa Nibhana To Gairat Kee Baat HaiRasam-e-wafa nibhana to gairat kee baat haiWo mujhko bhool jayein yeh hairat kee baat haiSab mujhko chahte hain shohrat kee baat haiBas wo humein nahi chahte yeh hamari kismat kee baat hai